❤ Meri Kahani ❤
Kabhi sochna naa tha
Yun chale jao gye,
Akela, tanha maar jaye gye,
Tumhare bin ek pal
Naa jee paye gye.
Sath manga tha tumhara,
Tum aansun de gye,
Jeete-jee maut ka
Inaam de gye.
Pyaar jab nibhana sake
Toh vada kyun kiya,
Saath reh kar bhi,
Begano ki tarha paraya kyun kiya.